Best 50+ Famous Urdu Shayari By Urdu Poets
Urdu Shayari is a form of poetry that holds a significant place in South Asian literature, especially in Pakistan and India. Shayari, or poetry, in Urdu is known for its rich tradition, emotional depth, and artistic expression. Here’s a brief introduction to its elements and significance: This couplet beautifully captures the essence of human emotion and the poet’s sensitivity to pain and suffering. Urdu Shayari remains a cherished and celebrated art form, continuing to inspire and move people with its timeless beauty and profound expressions.
Famous Urdu shayari
Kab Woh Sunta Hai Kahani Meri
Aur Woh Bhi Zubani Meri
کب وہ سنتا ہے کہانی میری
اور وہ بھی زبانی میری{BY-Mirza Ghalib}
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyon
Roeinge hum hazaar baar, koi humein sataaye kyon
دل ہی تو ہے نہ سنگ و خشت، درد سے بھر نہ آئے کیوں
روئیں گے ہم ہزار بار، کوئی ہمیں ستائے کیوں{By- Mirza Ghalib}
Gham-e-hasti ka Asad kis se ho juz marg ilaaj
Shama har rang mein jalti hai sehar hone takغم ہستی کا اسد کس سے ہو جز مرگ علاج
شمع ہر رنگ میں جلتی ہے سحر ہونے تک{BY- Mirza Ghalib}
Sitaaron se aage jahaan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hainستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحان اور بھی ہیں{BY- Allama Iqbal}
Gulon mein rang bhare baad-e-nau bahaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chaleگلوں میں رنگ بھرے باد نو بہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے{BY- Faiz Ahmed Faiz}
Pata pata boota boota haal hamara jaane hai
Jaane na jaane gul hi na jaane, baagh to saara jaane haiپتا پتا بوٹا بوٹا حال ہمارا جانے ہے
جانے نہ جانے گل ہی نہ جانے باغ تو سارا جانے ہے{BY- Mir Taqi Mir}
Ranjish hi sahi, dil hi dukhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chرنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ
آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لیے آ{BY- Ahmad Faraz}
Sarhanay “Meer” Ke Ahista Bolo
Abhi Tak Rote Rote So Gaya Hai
سرہانے میر کے آہستہ بولو
ابھی ٹک روتے روتے سو گیا ہے(BY- Mir Taqi Mir)
Aao Keh Aaj Khatam Howi Dastaan-e-Ishq!
Ab Khatam-e-Aashiqi Ke Fasane Sunahain Hum
آؤ کہ آج ختم ہوئی داستان عشق
اب ختم عاشقی کے فسانے سناہیں ہم
(BY- Faiz Ahmed Faiz)
Janay Kya Waqia Hai Honay Ko
Jee Buhat Chahta Hai Ronay Ko
جانے کیا واقعہ ہے ہونے کو
جی بہت چاہتا ہے رونے کو
(BY- John Elia)
Dushmano Ke Sath Mere Dost Bhi Azaad Hain
Dekhna Hai Khenchta Hai Mujh Pah Pehla Teer Kon
دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں
دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون
(BY- Parveen Shakir)
Yeh Baat Nahi Keh Mujhay Is Pah Yaqeen Nahi
Bas Dar Gaya Hoon Khud Ko Sahab-e-Aimaan Kehtay Kehtay
یہ بات نہیں کہ مجھے اس پہ یقین نہیں
بس ڈر گیا ہوں خود کو صاحب ایمان کہتے کہتے
(BY- Allama Iqbal)
Zindagi Se Yahi Gila Hai Mujhay
Tou Buhat Der Se Mila Hai Mujhay
زندگی سے یہی گلا ہے مجھے
تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے
(BY- Ahmad Faraz)
Tumhain Kya Aaj Bhi Koi Agar Milne Nahi Aaya
Yeh Baazi Hum Ne Haari Hai Sitaro Tum Toh So Jao
تمہیں کیا آج بھی کوئی اگر ملنے نہیں آیا
یہ بازی ہم نے ہاری ہے ستارو تم تو سو جاؤ
(BY- Qateel Shifai)
Is Judai Mein Tum Andar Se Bikhar Jao Gay
Kisi Mazor Ko Dekho Gaye Toh Yaad Aaoga
اس جدائی میں تم اندر سے بکھر جاؤ گے
کسی معذور کو دیکھو گے تو یاد آؤں گا
(BY- Wasi Shah)
Jab Jeenay Ka Shoq Tha Toh Dushman Hazar Thay
Ab Marna Chahta Hoon Toh Qatil Nahi Milta
جب جینے کا شوق تھا تو دشمن ہزار تھے
اب مرنا چاہتا ہوں تو قاتل نہیں ملتا
(BY- Mirza Ghalib)
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyon
Roeinge hum hazaar baar, koi humein sataaye kyonدل ہی تو ہے نہ سنگ و خشت، درد سے بھر نہ آئے کیوں
روئیں گے ہم ہزار بار، کوئی ہمیں ستائے کیوں{By- Mirza Ghalib}
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya haiخودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے، بتا تیری رضا کیا ہے{By- Allama Iqbal}
Mujh se pehli si mohabbat mere mehboob na maang
Maine samjha tha ke tu hai to darakhshan hai hayatمجھ سے پہلی سی محبت میرے محبوب نہ مانگ
میں نے سمجھا تھا کہ تُو ہے تو درخشاں ہے حیات{By- Faiz Ahmed Faiz}
Ulti ho gayin sab tadbeerain kuch na dawa ne kaam kiya
Dekha is bimaari-e-dil ne aakhir kaam tamaam kiyaاُلٹی ہو گئیں سب تدبیریں کچھ نہ دوا نے کام کیا
دیکھا اس بیماری دل نے آخر کام تمام کیا{By- Mir Taqi Mir}
Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
So us ke sheher mein kuch din thehar ke dekhte hainسنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں
سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں{By- Ahmad Faraz}
Ko ba ko phail gayi baat shanasaai ki
Us ne khushboo ki tarah meri pazeerai kiکو بہ کو پھیل گئی بات شناسائی کی
اس نے خوشبو کی طرح میری پذیرائی کی{By- Parveen Shakir}
Ab nahi koi baat khatre ki
Ab sabhi ko sabhi se khatra haiاب نہیں کوئی بات خطرے کی
اب سبھی کو سبھی سے خطرہ ہے{By-Jaun Elia}
Dil to mera udaas hai Nasir
Sheher kyun saayein saayein karta haiدل تو میرا اداس ہے ناصر
شہر کیوں سائیں سائیں کرتا ہے{By- Nasir Kazmi }
Ab ke hum bichhde to shaayad kabhi khwabon mein milein
Jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mileinاب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں{By-Mohsin Naqvi }
Umar bhar hum yun hi galti karte rahe
Dhul chehre pe thi, hum aaina saaf karte raheعمر بھر ہم یوں ہی غلطی کرتے رہے
دھول چہرے پہ تھی، ہم آئینہ صاف کرتے رہے{By- Bashir Badr}
Urdu Poem by Famous Poets
Poem: “Hazaaron Khwahishen”
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikleہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے
بہت نکلے میرے ارمان لیکن پھر بھی کم نکلے{By-Mirza Ghalib}
Sitaron se aage jahaan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain
Tahi zindagi se nahi ye fazaayen
Yahan saaya-o-kham nishaan aur bhi hainستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحان اور بھی ہیں
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیں
یہاں سایہ و خَم نشاں اور بھی ہیں{By- Allama Iqbal}
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyun
Roeinge hum hazaar baar, koi humein sataaye kyun
Bar-mila kahunga, agar jaoge tum
Baat se kuch nahi banti, dilon ka kya hogaدل ہی تو ہے نہ سنگ و خشت، درد سے بھر نہ آئے کیوں
روئیں گے ہم ہزار بار، کوئی ہمیں ستائے کیوں
برملا کہوں گا، اگر جاؤگے تم
بات سے کچھ نہیں بنتی، دلوں کا کیا ہو گا{By- Mirza Ghalib}
Dil na-umeed to nahi, na-kam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Hum parwarish-e-loh-o-qalam karte rahenge
Jo dil pe guzarti hai raqam karte rahengeدل نہ امید تو نہیں ناکام ہی تو ہے
لمبی ہے غم کی شام مگر شام ہی تو ہے
ہم پرورش لوح و قلم کرتے رہیں گے
جو دل پہ گزرتی ہے رقم کرتے رہیں گے{By- Faiz Ahmed Faiz}
Ko-ba-ko phail gayi baat shanasaai ki
Us ne khushboo ki tarah meri pazeerai ki
Kaise keh doon ke mujhe chhod diya hai us ne
Baat to sach hai magar baat hai ruswaai kiکو بہ کو پھیل گئی بات شناسائی کی
اس نے خوشبو کی طرح میری پذیرائی کی
کیسے کہہ دوں کہ مجھے چھوڑ دیا ہے اس نے
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی{By- Parveen Shakir}
Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
So us ke sheher mein kuch din thehar ke dekhte hain
Suna hai bole to baaton se phool jhadte hain
Yeh baat hai to chalo baat kar ke dekhte hainسنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں
سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں
سنا ہے بولے تو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں
یہ بات ہے تو چلو بات کر کے دیکھتے ہیں{By- Ahmad Faraz}
Ab nahi koi baat khatre ki
Ab sabhi ko sabhi se khatra hai
Hum ke thehre ajnabi itni mulaqaton ke baad
Phir banenge aashna kitni mudaraaton ke baadاب نہیں کوئی بات خطرے کی
اب سبھی کو سبھی سے خطرہ ہے
ہم کہ ٹھہرے اجنبی اتنی ملاقاتوں کے بعد
پھر بنیں گے آشنا کتنی مداراتوں کے بعد{By- Jaun Elia}
Read More-
120+ Best Jaan Shayari in Hindi | जान शायरी
Best 72+ Shayari of Allama Iqbal
Thank you for visiting our website and giving your precious time to us. we hope these Urdu shayari make feel good and it helps you out. For more shayari please visit our website. comment, share these Urdu shayari. if you have collection of best Urdu shayari comment us below.